Qadam Qadam Badhaaye Ja - 3 Versions

   

ZborBall IV

 

Published on Aug 9, 2021

"Qadam Qadam Badhaye Ja" (Hindi: क़दम क़दम बढ़ाये जा; Urdu: قدم قدم بڑھائے جا) was the regimental quick march of Subhas Chandra Bose's Indian National Army. Written by Vanshidhar Shukla and composed by Ram Singh Thakuri, it was banned by the British in India after World War II as seditious, with the ban subsequently being lifted in August 1947. The song has since become a patriotic anthem in India,

00:00 Version 1
3:22 Version 2
6:40 Version 3

Lyrics:
Qadam qadam baṛhāye jā
khushī ke gīt gāye jā
ye zindagī hai qaum kī
tū qaum pe lutāye jā

Tū sher-e-hind āge baṛh
marne se tū kabhī na dar
uṛā ke dushmanon kā sar
josh-e-watan baṛhāye jā

Qadam qadam baṛhāye jā
khushī ke gīt gāye jā
ye zindagī hai qaum kī
tū qaum pe lutāye jā

Himmat terī baṛhtī rahe
khudā terī suntā rahe
jo sāmne tere khaṛe
tū khāq men milāye jā

Qadam qadam baṛhāye jā
khushī ke gīt gāye jā
ye zindagī hai qaum kī
tū qaum pe lutāye jā

Chalo dillī pukār ke
qaumī-nishān sambhāl ke
Lāl qile pe gāṛ ke
lahrāye jā lahrāye jā

Qadam qadam baṛhāye jā
khushī ke gīt gāye jā
ye zindagī hai qaum kī
tū qaum pe lutāye jā